News in Hindi
श्रीडूंगरगढ़ में रात्रिकालीन प्रतियोगिता में तेरापंथ युवक परिषद् ने इतिहास के रोचक प्रसंग प्रतियोगिता का आयोजन किया | जिसमे युवक परिषद्, महिला मंडल, कन्या मंडल व ज्ञानशाला के सदस्यों ने भाग लिया | सानिध्य साध्वीश्री संगीतप्रभाजी |
जैतस ब्योरो श्रीडूंगरगढ़ संवाद फोटू दीपक सेठिया
11/09/2013 JTN
मैसूर पर्युष्ण एवं सवत्सरी पर्व का कार्यक्रम
उपासक कोमलजी डांगी, प्रवीणजी मेरत्वाल की उपस्थिति में
जैतस ब्योरो मैसूर से लक्की श्री श्रीमाल
11/09/2013 JTN
जाटावास जोधपुर में साध्वी अशोकश्रीजी के सानिध्य में तपस्वियों का सम्मान
जैतस ब्योरो जोधपुर से ज्योति नाहटा
11/09/2013 JTN
पाली 11 सितम्बर 2013 जैतस ब्योरो प्रिंस नाहर
OM ARHAM.JTN DELHI.Jain dharma ka mool sindhat AHIMSA PARMO DHARMA.Ahimsa kewal hatya karna matra nahi.Iski vyakha vistrit h.Yah Bhagvan Mahavir swami ke sandesh JIVO AUR JINE DO par purantya adharit h.Jine ka jitna huk hume h utna hi huk dusron ko bhi h.Isi ka nam maitri bhavana h.Jain agmon me kshma danam maha danam likha h.Kshma mangna jitna asan ho sakta h,kshma karna utna asan nahi.Yah vir purush hi kar sakte h.Aaj jain ka maha parva KSHMA DIVAS VISHVA MAITRI DIVAS kroop me manaya jata h.Jain Agmon me kitna sundar likha h-Khamemi savve jiva, savve jiva khamatu me,miti me savve bhuvesu vairangmujh n kenai.10-9-2013 ko Shasanshri muni Sukh Lal ji (thana-3) k sanindhya me KSHMAVANI DIVAS Mahrauli,Delhi me JSTS South Delhi k tatvadhan me ayojit kiya gaya.SABHAR-HIRA LAL GELRA.
OM ARHAM JTN DELHI
Samavatsari maha parv ho aur jainion me chanhudish dharmik unmad n ho, aisa kabhi ho nhi sakta. Maha tapasvi Acharya Shri Mahashraman ji ki mahti kripa se Delhi me sadhu-sadhvion ke 5 chaturmas h. Sabhi Sadhu-sadhvion k sanidhya me dharm prabhavana joro par h parantu Sadhvi Shri Vidyawati ji-Dwitya (thana-5) ki achook prerna aur athak parishram se JSTS Gandhi Nagar k tatvadhan me dhram prabhavna apne aap me anokhi h aur is samay Krishna Nagar- Gandhi Nagar kshetra Delhi me sarvashreshtha kshetra h. Is me kisi prakar ki koi atishiyokti nhi h. JSTS Gandhi Nagar ke sabhi padadhikari sadhuvaad k patra h. Priya Jain ka sahyog sarahniya h. Akele Gandhi Nagar - Krishna Nagar kshetra me 3 maaskhaman (masik-tapasya), 1(15 din), 6(11din), 5 (7din), 35 athai (8 din) tatha tale(3din),bele(2din) avam 1din k anginant upvason ki bahar lag gai.Mahasati Chandan Bala natika ek shreshtha laghu natikaka bhi ayojan kiya gaya.JTN privar ki aur se sadhuwad.Photo sabhar-Priya Jain