An Introduction to Preksha Meditation: [25] Preksha Song

Published: 17.11.2009

Preksha Song

Aatma saakshaatkaara Preksha Dhyaan ke dvaara
Svapna ho saakaar is abhiyaan ke dvaara

 

  1. Atmanaa atamavalokana hai yahi darsana
    Antaratma men sahaja ho satya kaa sparshana
    Ksheen ho sanskaar antaradhyaan ke dvaara.

  2. Maanasik santulan, jaagrti aur chitta samaadhi
    Nikat ati, dura jati vyadhi, aadhi, upaadhi
    Prem kaa vistaar nij sandhaan ke dvaara.

  3. Badal jate hain raasayan, granthiyon ke shraav
    Badalate vyavahaar saare, badalate hain bhaav
    Badalataa sansaar, aanaapaan ke dvaara.

  4. Samasyaa aaveg ki hai vikatatam jag mein
    Aadaton ki vivashataa hai vyaapt rag-rag mein
    Ho rahaa upachaar is avadaan ke dvaara.

  5. Anuprekshaa aur leshyaadhyan, kayotsarg
    Shvasa-preksaa se dharaa par utar aaye svarg
    Hridaya ho avikaar keval gyaan ke dvaara
    Hridaya ho avikaar Tulsi gyaan ke dvaara.
Sources

Edition:
2009 (1st)
Publisher:
© Jain Vishva Bharati, Ladnun, Raj. India
ISBN: 81-7195-136-8
Design:
Shivani Bothra, Sanjeev Bothra

Share this page on:
Page glossary
Some texts contain  footnotes  and  glossary  entries. To distinguish between them, the links have different colors.
  1. Bhaav
  2. Chitta
  3. Darsana
  4. Kayotsarg
  5. Preksha
  6. Samaadhi
  7. Satya
  8. Tulsi
Page statistics
This page has been viewed 2057 times.
© 1997-2024 HereNow4U, Version 4.56
Home
About
Contact us
Disclaimer
Social Networking

HN4U Deutsche Version
Today's Counter: