Prekshah -vyanjana
Pr + iksha - To see, perceive in depth with a neutral feeling, experience without attachment and aversion.
Sampikkhae appagamppainam ()
Perceive the soul through soul
Main Components
Kayotsarg (Self awareness by relaxation)
Internal Trip (Antaryatra)
Perception of Breath
Perception of Body
Perception of Psychic Centers
Colour Meditation (Leshya Dhyan)
Bhavana
Contemplation (Anupreksha)
Auxiliary Components
Sound (Dhvani)
Pose (Mudra)
Body Postures (Yogasana)
Breathing Exercises (Pranayama)
Special Components
Perceiving the present moment
Perceiving the thought
Animesh Preksha
Preksha Dhyan Song (Use Hindi Script)
Atma sakshatkar preksha dhyan ke dwara
Swapn ho sakar is abhiyan ke dwara.
Atmana atmavalokan, hai yahi darshan.
Antratma men sahaj ho satya ka sparshan.
Ksheen ho sanskar antardhan ke dwara... (1)
Mansik santulan, jagriti aur chitta samadhi
Nikat aati door jati vyadhi, adhi, upadhi
Prem ka vistar nij sandhan ke dwara... (2)
Badal jate hai rasayan, gmathiyon ke srav,
Badalte vyavhar sare, badal tei hai bhav
Badalta sansar anapan ke dwara... (3)
Samsya avesh ki hai vikat tarn jug mein,
Adaton ki vivashta hai vyapt rug rug mein
o raha upchhar is abhiyan ke dwara... (4)
Anupreksha aur leshya dhyan Kayotsarg,
Swas preksha se dhare per utar aye swarg,
Hriday ho avikar, kevalgyan ke dw ara...
Hriday ho avikar Tulsi dhyan ke dware.... (5)
Atma sakshatkar preksha dhyan ke dwara
Swapn ho sakar is abhiyan ke dwara.